Urdu News

Urdu Now

Qayamat Ki Nishani

Dec 28, 2014
Rasool-e-Kareem (S.A.W) ne Irshad Farmaya,

"Us waqt tak qayamat na ayegi jab tak do barri jamatain aapas mai zabardast jang na kar lain jin dono ka daawa aik hi hoga aur jab tak tees k qareeb aisay dajjal aur kazzab peda na ho jaye jin mai se har aik apne aap ko ALLAH ka rasool bataye ga aur farmaya k us waqt tak qayamat na aaye gi jab tak dunya se ilm uth jaye aur zalzalon ki kasrat na ho Jaye"

(Bukhari, Muslim)

No comments:

Post a Comment

Ads