Urdu News

Urdu Now

Dua Taqdeer Ko Badal Sakti Hai

Dec 28, 2014
Asslam-o-Alikum!

Farman-e-Ilahi:

Tarjuma: har ek waada likha hua hai (uss se) mita deta hai aur jo chahta hai barqarar rakhta hai, usi ke pas asal kitab (Looh Mehfooz) hai. (al-raad: 38 ta 39)
Hadees:
Rasool-e-Akram (S.A.W) ne farmaya:

taqdeer ko dua hi rok (badal) sakti hai aur neki umar me izafa karti hai. (Nasai)
Aik baar Hazrat Umar Farooq R.A Bait ALLAH ka tawaf karte hue ro ro kar dua maang rahay the kay Allah taala agar aap ne mujh par koi bad bakhti likh di hai tou usay mita dijiye aur agar koi khush bakhti likhi hai tou usay bar qarar rakhiye kyunkay aap jo chahte hai mita dete hain aur jo chahen bahal rakhte hain. umm Al Kitab (Looh Mehfooz) aap ke paas hai. iss liye badbakhti ko saadat se gunah ko neki se badal dijiye. (An ibn E Jareer R.A)

Please Forward To All Muslims This Knowledge JazakALLAH

No comments:

Post a Comment

Ads