Urdu News

Urdu Now

Eid-Milad-Un-Nabi Nahi Manana Chahye

Dec 28, 2014
Asslam-o-Alikum!

Eid-Milad-Un-Nabi aik ayse Biddat hai Jo k Musalmano Men Jarh Pakrti Ja Rahy Hai...
Jab K Wasiyat-E-Rasool (S.A.W) Ko. "Meri Aur Mere Khulfa-E-Rashideen Ki Sunnat Ko Pakar K Rakhna. Aur Deen Mai Naye (New) Kam Se Bachna"


Eid-Milad-Un-Nabi (S.A.W) Ki Shrae Hesiat Kuch b nahi Hai Yeh Eid ham ne Banai Hai Khud he.



 

"Tehqiq"
Aala Hazrat Ahmad Raza Khan Barelvi Kehte He:Wiladat-E-Nabi (S.A.W) 8 Rabiul Awal Hai Aur Wafat-E-Nabi (S.A.W) 12 Rabiul Awal He.Q! Yaqin Ni Ata To In Hi Ki Kitab Dekhye: "Nutq Ul Hilal" (Pg No:12,13) Fatawa Rizwiyah (Vol.26.Pg412-415) Aur Zara Sochye K "Wiladat" K Naam Pe App "Wafat" K Din Ki Khushi To Nahi Mana Rahe?Q K Wafat To Yaqinan 12 Rabiul Awal Ko Hi He!
 

NOTE: 
 12 Rabi-Ul-Awwal Ka Din Nabi(S.A.W) Ki Zindagi Main 63 Bar Aya, Or Khulafa-E-Rashideen Mai Se Abu Bakar(R.A)Ki Khilafat Main 2 Bar.Umar(R.A)Ki Khilafat Main 10 Bar.Usman(R.A)Ki Khilafat Main 12 Bar Or Ali(R.A)Ki Khilafat Main 4 Bar Aya, Kya In Main Say Kisi Nay Bhi Eid-Milad-Un-Nabi Manaya? Kya Sahaba, Tabaen Or Aima-Arba Main Se Kisi Aik Ne Bhi Ye Din Manaya? Nahi Na? To Jan Len K Ye Teesri Eid Biddat Hai Or "Har Biddat Gumrahi Hai Jis Ka Anjam Jahannum Ki Aag Hay"

Please Forward To All Muslims This Knowledge JazakALLAH

No comments:

Post a Comment

Ads